Usne kaha.....
Ye
ishq nahi aasa, Itna to samajh lejiye...
Ek
Aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai ....
Maine
kaha...
masoom
si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..
kagaj
ki haveli hai, baarish ka zamaana hai..
kya
shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamana hai..
awaz
bhi jakhmi hai aur wo geet bhi gana hai..
uss
per utrne ki umeed bahut kam hai..
kashti
bhi puraani hai, tufaan bhi aana hai..
samajhe
ya na samjhe wo andaaz-e-mohabbat ka..
bheegi
hui ankho se ek sher sunaana hai..
bholi
si ada, koi fir ishq ki jid par hai..
fir
aag ka dariya hai.. aur doob hi jana hai ...
|