|
--------------------
Latest Angry SMS
--------------------
|
| Itni
chahat ke us se k intha ho gai,Wo mohabt kr k phir bewfa ho gai, Main
to bs chahta raha toot kar usay,bs yahe to 1 muj se khta ho gai. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
Kadam
kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhainâ€
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
| khuda
ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey
to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand
ayya ho ga. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
Jab
chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
Wada
kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
U hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
|
Hansi
ne labon pe ana choor dia hai,
Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai
Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi
Aap ne jab se yaad karna choor dia hai. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
Aj
rotha howa 1 shaks both yad aya
Acha
guzra howa kuch waqt bohut yaad aya
Jo
mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj
jab dard hua to bohut yad aya. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
Kal
ko milne ki aas rehne do,
Zindagi
ki baqi pyas rhne do,
Apni
khushiyan smait lo jana
Mujh
ko u hi udas rhne do. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
Pyar
ankon se jataya to bura man gae
Hale
dil humne sunaya to bura man gae
Wo
to har roz rulaate the humen
Hum
ne ek roz rulaya to bura man gae. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |
zulf
rukh say hatta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo. |
Submitted
By : Admin |
| ---------------------------------------------------------------- |